{"author_name":"CHRONICLES OF INDIA","author_url":"https://art19.com/shows/chronicles-of-india","description":"Hoop Entertainment prastut karte hain CHRONICLES OF INDIA, ek Audible Exclusive peshkashSHOW SUMMARY Chronicles of India audio series yaadgar banaata hai bharat ke swarnim itihaas ke bhule bisare panno ko jinki wazah se ye sadiyon purana safar aaz is mukaam par pahuncha hai.... Bharat yun hi nahin bana aur naa hi India yun ban gaya..... Waqt ki kasauti pe ghis ghiskar is desh ne vishwa ko saabit karke dikhaya ki hum mein kuch to baat hai jo sadiyon ki ghulami ki zanzeeron ko todate huye, toofani hawaon ke rukh ko modte huye aaz garv aur samman ke saath vishw ke rangmanch ka pratinidhitv kar rahe hain.... Chaahe wo sikandar ka aakrman raha ho,...chaahe wo Mohammad Gauri ki chunauti rahi ho,.... Chaahe wo mughlon ki zulmi hukumat rahi ho ya chaahe Aurangzeb jaise sanki baadhsaah ki saltanat rahi ho ..... Ya phir angrezon ki zabardasti thopi gayi kaayarta aur barbarta se bhari manmaani rahi ho... Bhartiya asmita aur uski amit sankriti aur apratim sabhyata ne hamesha apne aapko siddh Kiya hai... jo mashhoor shaayar Iqbaal ki kuchh panktiyon ke maadhyam se kaha jaaye to baat mukammal ho jaaye. सारे जहाँ से अच्छा, हिन्दोस्ताँ हमारा।हम बुलबुलें हैं इसकी, यह गुलिसताँ हमारा।।कुछ बात है कि हस्ती, मिटती नहीं हमारी। सदियों रहा है दुश्मन, दौर-ए-ज़माँ हमारा।। यूनान-ओ-मिस्र-ओ-रूमा, सब मिट गए जहाँ से।अब तक मगर है बाक़ी, नाम-ओ-निशाँ हमारा।।DISCLAIMERIs audio series ka nirman aur lekhan gehan addhyan aur anusandhaan ke pashchaat kiya gaya hai. Hamara lakshya sanatan dharm ke Pauranik gathaon ko ek katha sandarbh dekar vartman aur aane wali pidhiyon ko shikshit karna hai. Ismein koi bhi hui ya aayi trutiyon ke liye hum kshama prarthi hain. Pauranik itihaas ki ye amar gaathayein Maha Puraan se uddhrit hain, manoranjan aur gyaanvardhan ke liye inka naatya rupaantaran kiya gaya hai. DhanyawadProduction HouseHoop EntertainmentWriter &amp; DirectorRajnish Rao &amp; Vivek RaoProducerNikhil Mirchandani &amp; Preeti MirchandaniCreative Consultant Roma DutiaExecutive Producer Aishwarya ShuklaDirector's As","html":"<iframe src=\"https://art19.com/shows/chronicles-of-india/embed\" style=\"width: 720px; height: 505px; border: 0 none;\" width=\"720\" height=\"505\" scrolling=\"no\" sandbox=\"allow-scripts allow-popups allow-popups-to-escape-sandbox\"></iframe>","provider_name":"ART19","provider_url":"https://art19.com","title":"CHRONICLES OF INDIA","type":"rich","version":"1.0","width":720,"height":505}